P-1881

Hybrid Corn Seed

NEW · نیاP-1881
Field Crops

P-1881

Hybrid Corn Seed

P-1881 hamari nayi hybrid corn variety hai jo jadeed research ke baad market mein laayi gayi hai. Yaksan (uniform) fasal, lambi challi aur behtar daana bharai — zameendar ke khwab poore karne ke liye.

Khasusiyaat (Features)

  • Nayi genetics — next-level yield
  • Uniform plant height aur challi placement
  • Achi daana bharai (grain filling)
  • Stay-green — akhir tak hara tanna
  • Silage aur grain dono ke liye mozoon
Technical Specifications
CropMaize / Corn (Hybrid)
SeasonSpring & Autumn
Maturity115 – 125 din
Grain ColourYellow-Orange
Seed Rate8 – 10 kg / acre
Germination90%+ (min.)

* Nataij mausam, zameen aur fasal ki dekh bhaal ke mutabiq mukhtalif ho sakte hain.

More Seeds

Doosre Products