Privacy Policy
رازداری کی پالیسی
Last updated: November 2026
Maloomat jo hum jama karte hain
Jab aap contact form bharte hain ya WhatsApp par rabta karte hain to hum aap ka naam, phone number, shehar aur paigham hasil karte hain.
Maloomat ka istemal
Yeh maloomat sirf aap ke sawal ka jawab dene, product ki maloomat dene aur dealership ke silsile mein rabta karne ke liye istemal hoti hai.
Maloomat ka tahaffuz
Hum aap ki zaati maloomat kisi teesre fareeq ko farokht ya share nahi karte, siwaye qanooni taqazon ke.
Cookies
Website sirf aap ki theme (light/dark) ki pasand browser mein mehfooz karti hai. Koi tracking cookies istemal nahi ki jatin.
Rabta
Privacy se mutaliq kisi bhi sawal ke liye openseed145@gmail.com par email karein.
